Posts

Showing posts from October, 2018

Manzilo Ki Phariyaad...

Manzilo ko Phariyad Karane Ki Addat Si Ho Gayi Hai...... Hume Najane Kyu.... Ajj Kuch Apni Haar Ki Aahat Si Ho Rahi Hai.... Parindo Ke Pankh Phalane Se Agar ..... Kahi Shor Lag Raha Ho..... Toh Samajh Lena.... Is Zamane Mein...Kahi Gulami Chaa Rahi Hai.... Hukmarano Ke Bhi Hukmara Hote Hai.... Jaha Saraparst hi Saath Ne De....Waha Samajh Lena.... Saraparasti Ki Jagah... Hukmarani Ki Bedard Anndhi Aaa Rahi Hai..... Dil Mein Dard.....Hotho Pe Hassi Lane Ki Koshish Toh Kar Rahe Hai Hum....... Najane Kaha Se Yaad...... Who Kuch Ghanto Pahle Ki Numaiyshh Aaa Rahi Hai.....

Neend Bhi Atti Nahi...

Neend bhi atti nahi....Tanhayi khuskhusati hai.... Samandar ki aaghosh mein aaoo....ke meri bahe tilmilati hai..... Sitaro ka timtimana......Mahboob ki aikho ka paimana najar atta hai.... Badalo ka garajna mjhe...premi ke anne ka nishaa suna ke jata hai..... Ab tum aa jaao...Ke bus ab raha nahi jata hai.... Bita hua ek ek lamha....Hume ek muddat samajh atta hai.... Neened khuli toh paya.....Ye toh tanhaye ka shor tha..... Hum yaha tanha khade the...Mahboob ki baho mien koi aur tha.....

Mudato Ki Raho Mein....

Mudatoo ki Raho Mein............ Mudato ki raho mein nikle the.... Kuch pane ki Chahat mein.... Manzile Qayamat talak bhi mile.... Toh Dilo ko rahat hai..... Jigare Gulpham mein aisa nahi ki.....Aaaag nahi..... Aaaag ko Chingari mil jaye....Toh dil ko rahat hai...... Asim Sham gujarti hai Ashine ki umeed mein.... Ashiane ko....Uska mukammmal jahan mil jaye toh kya baat hai..... Dil ko kasak hai us rahnumma ki... I s shahjahan ko mumtaz mil jaye toh kya baat hai......

Saransh...

Ajj likhne baithe hm apni yadoo ko… Ajj likhne baithe hm apni yadoo ko… Toh laga ye kalam ajj kuch na bol payega.. Yadee hongi itni haseen ki .. Panno pe utarne ke liye shabdo ka kaphila lg jayega… The din ujale, thi raatein tanha tanha si.... Kaun janta tha ki pura sama badal jayega Kabhi socha bhi  na tha ki… Hme bhi kabhi sawan ke mausam matlab samajh ayega… Hum the intezar mein…who aye…hume jagaya… Zameen pe rah ke…udane ka sabak sikhaya… Hume na tha pata…hai khuda jo sabse bada… Woh hi hmara mazak udayega… Deke hath kisi ka do pal ke liye… Hame akele tadapta hua chor jayega… Lekin mt bhool ayy khuda…Hai tujhse bhi kuch aur bada… Jise log kahte hai pyar…who ek din phir apna rubab dikhayega Akke tere is bande ko..ek baar phir se gale lagayega… Tb koi kya mujhe sabak sikhayega… Meri mohobbat ke samne…ye sara jahan…sir jhukayega… Haan yakeen haame ke who din zaroor ayega.. Jb hm apne astitv ka mol mil payega… Hum nahi